mein likhta nahi naam kamaane ke liye
na hi koi chahat bachi usse manane ke liye
hum to sadko ke kinare pe pathar ki tarah hai
na hi uske ashayana sazane ke liye
hamari dard ne hamein is kadar rula diya
abhi to hasta hai chehra gam bhulane ke liye
zinda hu ke shayad kabhi kahi didaar ho...
samne bita lu aur fir takraar ho..

No comments:
Post a Comment